Dosti Ke Bhi Kuch Andaaz Hote Hain, 

JaagtiAakhoon Me Bhi Kuch Kwaab Hoten Hain,

Zaroori Nahin Ke Gham Me Aansoo Nikle, 

Muskurate Aakoon Me Bhi Sailaab Hote Hain…

Tum kya milley har khushi mil gayi, 
teri dosti har andhere ko ujaale mein badal gayi,
yunhi nibhaate rehna dosti sath dena har kadam pe mera, 
teri dosti kya mili hamein toh duniya ki har cheez mil gayi…
Kamyabi kabhi badi nahi hoti, 
Pane wale hamesha bade hote hai. 
Darar kabhi badi nahi hoti, 
Bharne wale hamesha bade hote hai. 
Itihaas ke har panne par likha hai, 
Dosti kabhi badi nahi hoti, 
Nibhane wale hamesha bade hote hai…
Mehek dosti ki, kisi ishq se kam nahin hoti, 
yeh duniyan ishq pe khatam nahin hoti, 
agar saath ho zindagi mein sacche doston ka, 
toh yeh zindagi kisi jannat se kam nahin hoti…

Din beet jate hai suhani yaadein banker, 
Baatein rah jati hai kahani banker, 
Par dost to hamesha dil ke karib rahenge, 
Kabhi muskan to kabhi aankhon ka pani banker…
Jab se aapko jana hai, 
Jab se aap sa dost paya hai, 
Har dua me aap ka naam aaya hai, 
Dil karata hai punchu us rab se ke, 
Kya itna pyara dost sirf mere liye banaya hai….
Aap ka ashiana dil me basa rakha hai, 
Aap ki yado ko seene se laga rakha hai, 
pata nahi yaad aate hai Aap hi ki kyo? 
vaise dost to humne auro ko bhi bana rakha hai…
Ek hi tamanna rahi ek zamane se, 
bane hamare bhi apne banane se, 
dunia ki nazar aur hamari nazar me itna antar kyu raha. 
koi hame samajha hi nahi hamare sachche dostane se…

Jab jab neend aati he to khwab aate hai, 
jab jab kwab aate he to kwabo me aap aate hai, 
or jab apke saath apke baap najar ate hai, 
to na neend aati he or na khwab aate hai…
Eah zindagi itna ehsan kar de, 
mere yar ko mujh par meharban kar de,] 
hamari to sari zindagi uske intzar me kat jayegi,
agar tu vuska ek pal hamare nam kar de….
Dil ka rishta hai humara, 
dil ke kone mein hai naam tumhara, 
har yaad mein hai chehra tumhara, 
saath nahin toh kya hua, 
zindagi bar dosti nibhane ki waada hai humaara…

Kaho usi se jo na kahe kisi se! 
Maango usi se jo dede khushi se ! 
Chaho use jo tumhe mile kismat se ! 
Dosti karo usi se jo hamesha nibhaye hasi se…
Aasman humse naraaz hai...., 
taaron ka gussa behisab hai.. 
Log humse jalte hain Kyunki 
chand se pyara DOST hamare paas hai
Masti aankhon mein hoti hai,sharaab mein nahi 
Bhakti shraddha mein hoti hai,shabdon mein nahi, 
Tu bhi jaan le mere yaar, 
Dosti dil mein hoti hai dikhawe mein nahi
Har karz dosti ka ada kaun karega, 
jab hum hi na rahenge to dosti kaun karega, 
Aey khuda mere doston ko salamat rakhna, 
varna mere jeene ki dua kaun karega.
Har kadam par tanha hoti hai zindagi, 
har waqt gum deti hai zindagi, 
par zindagi se kya shikwa kare, 
aap jaisa dost bhi deti hai zindage***
Woh Zindagi hi kya jisme Mohabbat nahi, 
Woh Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi, 
Woh Yaadein kya jisme Tum nahi, 
Aur woh Tum hi kya jiske saath Hum nahi.

This free website was made using Yola.

No HTML skills required. Build your website in minutes.

Go to www.yola.com and sign up today!

Make a free website with Yola